Showing posts with label chahat shayari. Show all posts
Showing posts with label chahat shayari. Show all posts
Nazar Qatil Ada Qatil
4 line Poetry Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Heart Touching Khudi Shayari Larki ShayariNazar Qatil Ada Qatil
Zuban Qatil Bayan Qatil
Bata Qatil Kahan Jaun
Jahan Jaun Wahan Qatil...
Submitted By: Sana Aziz
Submitted By: Sana Aziz
Kab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Ghazal Shayari ishq poetry Ishq Shayari Mohabbat Mohabbat Poetry Urdu GhazalKab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
Ishq To La-Elaaj Hota Hai
Is K Apne Asool Hote Hain
Is Ka Apna Riwaaj Hota Hai
Ishq K Ain Se Ibadat Hai
Ishq Rooh Ka Anaaj Hota Hai
Ishq Jismon Ko Sar Nahi Karta
Is Ka Zehno Pe Raaj Hota Hai
Ishq Me Shah Faqeer Hota Hai
Ishq Kanton Ka Taaj Hota Hai
Ishq Me Koi Had Nahi Hoti
Ishq Me Kal Na Aaj Hota Hai
Ishq Khud Hi Zulm Karta Hai
Ishq Khud Ehtajaaj Hota Hai...
Kabhi Puri Nahi Hoti
2 line Urdu poetry Awesome Lines Beautiful Poetry chahat shayari Inspirational poetry ishq poetry Ishq Shayari Mohabbat Mohabbat PoetryKabhi Puri Nahi Hoti
Mohabbat Wo Zarurat Hai...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali
Subscribe to:
Posts (Atom)


