Showing posts with label Azmaish Poetry. Show all posts
Showing posts with label Azmaish Poetry. Show all posts
Tum Meri Aankh K Taiwar Na Bhula Paoge
Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry Dard Shayari December Poetry Dukhi Shayari Ghazal Shayari Sad Poetry Urdu Ghazal Urdu sad poetry Wasi ShahTum Meri Aankh K Taiwar Na Bhula Paoge
An-Kahi Bat Ko Samjho Ge To Yad Aunga
Hum Ne Khushiyon Ki Tarha Dukh Bhi Ekathe Dekhe
Safha-e-Zeest Ko Palto Ge To Yad Aunga
Is Judai Me Tum Andar Se Bikhar Jaoge
Kisi Mazoor Ko Dekhoge To Yad Aunga
Isi Andaaz Me Hote The Mukhatib Mujhse
Khat Kisi Aur Ko Likho Ge To Yad Aunga
Meri Khusbu Tumhe Khole Gi Gulabon Ki Tarha
Tum Agr Khud Se Na Bolo Ge To Yad Aunga
Sard Raaton K Mehekte Hue Sannaton Me
Jab Kisi Phool Ko Chumo Ge To Yad Aunga
Aaj To Mehfil-e-Yaaran Pe Ho Maghroor Bohat
Jab Kabhi Toot K Bikhro Ge To Yad Aunga
Ab To Ye Ashq Me Honton Se Chura Leta Hun
Haath Se Khud Inhe Poncho Ge To Yad Aunga
Shawl Pehnaye Ga Ab Kon December Me Tumhe
Barishon Me Kabhi Bheego Ge To Yad Aunga
Haadsay Aenge Jeewan Me To Tum Ho K Nidhaal
Kisi Dewaar Ko Thamo Ge To Yad Aunga
Is Me Shamil Hai Mere Bakht Ki Tareeki Bhi
Tum Seyaah Rung Jo Pehno Ge To Yad Aunga...
Kar Lete Hain Takhleeq Koi Waja-E-Aziyat
2 line Urdu poetry Afsoos shayari Azmaish Poetry Bebas shayari Chhor Dard Shayari Dukh Dukhi Shayari Sad Poetry Urdu sad poetryKar Lete Hain Takhleeq Koi Waja-E-Aziyat
Bhaata Nahi Khud Hum Ko Bhi Araam Humara...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali
Tum Pe Beety Jo Qayamat Tanhai Ki
2 line Urdu poetry Azmaish Poetry Bebas shayari Dard Shayari Dukh Dukhi Shayari ishq poetry Ishq Shayari Sad Poetry Urdu sad poetry
Subscribe to:
Posts (Atom)



