Showing posts with label chahat shayari. Show all posts
Showing posts with label chahat shayari. Show all posts
Nazar Qatil Ada Qatil
4 line Poetry Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Heart Touching Khudi Shayari Larki ShayariNazar Qatil Ada Qatil
Zuban Qatil Bayan Qatil
Bata Qatil Kahan Jaun
Jahan Jaun Wahan Qatil...
Submitted By: Sana Aziz
Submitted By: Sana Aziz
Kab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Ghazal Shayari ishq poetry Ishq Shayari Mohabbat Mohabbat Poetry Urdu GhazalKab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
Ishq To La-Elaaj Hota Hai
Is K Apne Asool Hote Hain
Is Ka Apna Riwaaj Hota Hai
Ishq K Ain Se Ibadat Hai
Ishq Rooh Ka Anaaj Hota Hai
Ishq Jismon Ko Sar Nahi Karta
Is Ka Zehno Pe Raaj Hota Hai
Ishq Me Shah Faqeer Hota Hai
Ishq Kanton Ka Taaj Hota Hai
Ishq Me Koi Had Nahi Hoti
Ishq Me Kal Na Aaj Hota Hai
Ishq Khud Hi Zulm Karta Hai
Ishq Khud Ehtajaaj Hota Hai...
Kabhi Puri Nahi Hoti
2 line Urdu poetry Awesome Lines Beautiful Poetry chahat shayari Inspirational poetry ishq poetry Ishq Shayari Mohabbat Mohabbat PoetryKabhi Puri Nahi Hoti
Mohabbat Wo Zarurat Hai...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali
Tu Heery Ki Guriya Me Faqeer Ka Bacha
2 line Urdu poetry Afsoos shayari Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Dukhi Shayari sad boy Sad Poetry Urdu sad poetryTu Heery Ki Guriya Me Faqeer Ka Bacha
Tu Mujhe Chah Nahi Sakti Me Tujhe Paa Nahi Sakta...
Submitted By: Awais Bhatti
Submitted By: Awais Bhatti
Kitna Roya Tha Teri Khatir Main
2 line Urdu poetry Afsoos shayari Bebas shayari chahat shayari Dard Shayari Dukhi Shayari Mohabbat sad boy Sad Poetry Urdu sad poetryKitna Roya Tha Teri Khatir Main
Ab Jo Sochun To Hansi Ati Hai...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali
Kisi Ne Na Suni Ek Dewany Ki Sada
Awesome Lines Beautiful Poetry chahat shayari Ghazal Shayari Mohabbat Mohabbat Poetry Sad Poetry Urdu Ghazal Urdu sad poetryKisi Ne Na Suni Ek Dewany Ki Sada
Sada-E-Loo Me Thi Ek Parwany Ki Baqa
Baqa-E-Yaar Ki Khatir Sada De Deta Magar
Wisaal-E-Yaar Ki Khatir Thi Ek Khamosh Fiza
Khamosh Rehna To Bus Ek Bahana Tha
Wisaal-E-Yaar Tha Phir Bichar Jana Tha
Is Milne Aur Bicharny Ki Kahani Main
Loo Dewani Thi Aur Yaar Parwana Tha...
Submitted By: Adnan Ali Cheema
Submitted By: Adnan Ali Cheema
Ye Tera Noor Hai Jo Siyah Raton Ko Taranum Kar De
2 line Urdu poetry Bebas shayari chahat shayari Mohabbat Mohabbat Poetry Sad Poetry Urdu sad poetryYe Tera Noor Hai Jo Siyah Raton Ko Taranum Kar De
Sadiyon Se Dil Hai Khali Ab Is Me Arman Bhar De...
Submitted By: Fareed Baloch
Subscribe to:
Posts (Atom)


