Showing posts with label Khudi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Khudi Shayari. Show all posts
Nazar Qatil Ada Qatil
4 line Poetry Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Heart Touching Khudi Shayari Larki ShayariNazar Qatil Ada Qatil
Zuban Qatil Bayan Qatil
Bata Qatil Kahan Jaun
Jahan Jaun Wahan Qatil...
Submitted By: Sana Aziz
Submitted By: Sana Aziz
Hum Ko Maloom Hai Anjam Humara Murshad
Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry Ghazal Shayari Khudi Shayari Mohsin Naqvi Urdu GhazalHum Ko Maloom Hai Anjam Humara Murshad
Is Samandar Ka Nahi Koi Kinara Murshad
Hum Hi Aye Ishq Tere Paun Pary The Aa Kar
Dosh Ab Is Me Nahi Koi Tumhara Murshad
Ab To Jo Kuch Hai Shab-E-Hijr Tere Hath Me Hai
Khak Kar De Ya Bana De Mujhe Taara Murshad
Me Agar Dasht Nahi Dasht Numa Ban Jaun
Is Se Kam Par Nahi Hona Guzara Murshad
Dasht Ki Khaak Urany Pe Hua Hun Mamoor
Koi Tambeeh Mujhe, Koi Ishara Murshad
Yehi Kafi Hai Tera Hijr Nazar Ata Hai
Is Ki Tadfeen Nahi Hum Ko Ganwara Murshad
Aj Samjha Hun Mohabbat Ki Kahani Mohsin
Aj Samjha Hun Kise Kehte Hain Khasara Murshad...
Subscribe to:
Posts (Atom)


