Showing posts with label Azmaish Poetry. Show all posts
Showing posts with label Azmaish Poetry. Show all posts
Tum Meri Aankh K Taiwar Na Bhula Paoge
Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry Dard Shayari December Poetry Dukhi Shayari Ghazal Shayari Sad Poetry Urdu Ghazal Urdu sad poetry Wasi ShahTum Meri Aankh K Taiwar Na Bhula Paoge
An-Kahi Bat Ko Samjho Ge To Yad Aunga
Hum Ne Khushiyon Ki Tarha Dukh Bhi Ekathe Dekhe
Safha-e-Zeest Ko Palto Ge To Yad Aunga
Is Judai Me Tum Andar Se Bikhar Jaoge
Kisi Mazoor Ko Dekhoge To Yad Aunga
Isi Andaaz Me Hote The Mukhatib Mujhse
Khat Kisi Aur Ko Likho Ge To Yad Aunga
Meri Khusbu Tumhe Khole Gi Gulabon Ki Tarha
Tum Agr Khud Se Na Bolo Ge To Yad Aunga
Sard Raaton K Mehekte Hue Sannaton Me
Jab Kisi Phool Ko Chumo Ge To Yad Aunga
Aaj To Mehfil-e-Yaaran Pe Ho Maghroor Bohat
Jab Kabhi Toot K Bikhro Ge To Yad Aunga
Ab To Ye Ashq Me Honton Se Chura Leta Hun
Haath Se Khud Inhe Poncho Ge To Yad Aunga
Shawl Pehnaye Ga Ab Kon December Me Tumhe
Barishon Me Kabhi Bheego Ge To Yad Aunga
Haadsay Aenge Jeewan Me To Tum Ho K Nidhaal
Kisi Dewaar Ko Thamo Ge To Yad Aunga
Is Me Shamil Hai Mere Bakht Ki Tareeki Bhi
Tum Seyaah Rung Jo Pehno Ge To Yad Aunga...
Kar Lete Hain Takhleeq Koi Waja-E-Aziyat
2 line Urdu poetry Afsoos shayari Azmaish Poetry Bebas shayari Chhor Dard Shayari Dukh Dukhi Shayari Sad Poetry Urdu sad poetryKar Lete Hain Takhleeq Koi Waja-E-Aziyat
Bhaata Nahi Khud Hum Ko Bhi Araam Humara...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali
Tum Pe Beety Jo Qayamat Tanhai Ki
2 line Urdu poetry Azmaish Poetry Bebas shayari Dard Shayari Dukh Dukhi Shayari ishq poetry Ishq Shayari Sad Poetry Urdu sad poetryYe Teri Bhool Hai K Mil Jaye Gi Manzil Tujh Ko
2 line Urdu poetry Azmaish Poetry barbad shayari Bebas shayari Bewafa Shayari bicharna poetry Mohabbat Mohabbat Poetry Sad Poetry Urdu sad poetryNazar Qatil Ada Qatil
4 line Poetry Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Heart Touching Khudi Shayari Larki ShayariNazar Qatil Ada Qatil
Zuban Qatil Bayan Qatil
Bata Qatil Kahan Jaun
Jahan Jaun Wahan Qatil...
Submitted By: Sana Aziz
Submitted By: Sana Aziz
Kab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
Awesome Lines Azmaish Poetry Beautiful Poetry chahat shayari Ghazal Shayari ishq poetry Ishq Shayari Mohabbat Mohabbat Poetry Urdu GhazalKab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
Ishq To La-Elaaj Hota Hai
Is K Apne Asool Hote Hain
Is Ka Apna Riwaaj Hota Hai
Ishq K Ain Se Ibadat Hai
Ishq Rooh Ka Anaaj Hota Hai
Ishq Jismon Ko Sar Nahi Karta
Is Ka Zehno Pe Raaj Hota Hai
Ishq Me Shah Faqeer Hota Hai
Ishq Kanton Ka Taaj Hota Hai
Ishq Me Koi Had Nahi Hoti
Ishq Me Kal Na Aaj Hota Hai
Ishq Khud Hi Zulm Karta Hai
Ishq Khud Ehtajaaj Hota Hai...
Hawas Hoti To Puri Hoti
2 line Urdu poetry Afsoos shayari Awesome Lines Azmaish Poetry barbad shayari Bebas shayari ishq poetry Ishq Shayari Sad Poetry Urdu sad poetryHawas Hoti To Puri Hoti
Ishq Tha Adhura Reh Gya...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali
Subscribe to:
Posts (Atom)





