Showing posts with label Bewafa Shayari. Show all posts
Showing posts with label Bewafa Shayari. Show all posts
Munh Phairny Se Pehle Ye To Soch Leti
2 line Urdu poetry Afsoos shayari Bebas shayari Bewafa Shayari Dard Shayari qadar shayari Sad Poetry Urdu sad poetryMunh Phairny Se Pehle Ye To Soch Leti
Aya Tha Tere Pas Kis Kis Ko Taal Kar...
Submitted By: Mohsin Adnan
Submitted By: Mohsin Adnan
Dua-E-Bad Nahi Deta Faqat Itna Hi Kehta Hun
2 line Urdu poetry Afsoos shayari barbad shayari Bebas shayari Bewafa Shayari Dard Shayari Dukhi Shayari Sad Poetry Urdu sad poetryDua-E-Bad Nahi Deta Faqat Itna Hi Kehta Hun
K Jis Se Dil Lage Tera Wo Tujh Sa Bewafa Nikle...
Submitted By: Muhammad Nawaz
Submitted By: Muhammad Nawaz
Wo Tahi Dast Bhi Kya Khoob Kahani Gar Tha
2 line Urdu poetry Afsoos shayari Awesome Lines barbad shayari Beautiful Poetry Bebas shayari Bewafa Shayari Dukh Sad Poetry Urdu sad poetryWo Tahi Dast Bhi Kya Khoob Kahani Gar Tha
Baton Baton Me Mujhe Chand Bhi La Deta Tha...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali
Kiun Bhool Gaye Hum Ko Rishta To Purana Tha
Afsoos shayari barbad shayari Bebas shayari Bewafa Shayari Dard Shayari Dukhi Shayari Ghazal Shayari Sad Poetry Urdu Ghazal Urdu sad poetryKiun Bhool Gaye Hum Ko Rishta To Purana Tha
Aik Ye Bhi Zamana Hai, Aik Wo Bhi Zamana Tha
Rangeen Fizayein Thi Shokh Adayein Thi
Jazbon Ki Jawani Thi Mosam Bhi Suhana Tha
Seene Se Lagaya Tha Ankhon Pe Bithaya Tha
Maloom Na Tha Tum Ne Yoon Chor K Jana Tha
Kiun Hum Se Khafa Ho Tum Kiun Hum Se Juda Ho Tum
Kya Jurm Hua Hum Se Itna To Batana Tha
Nafrat Se Bhari Nazrein Aik Jaan Hi Le Bethi
Tukre Bhi Kiye Dil K Kya Khoob Nishana Tha...
Subscribe to:
Posts (Atom)






